Q. meri girl friend ki march(2008) mein shaadi hone wali hai mai kya karun wo gaon mein raheti hai aur mai delhi mein mai ye shaadi rok bhi nahin sakta aur kar bhi nahin sakta kyunki wo gaon mein hamare ghar ke bilkul paas raheti hai aur meri bhatji lagti hai but bahut bahut door ke riste mein vase wo ladki bhi mujse bahut pyar karti hain hum dono kya karen plz tell me hum dono mil to kabhi saktein nahin aur juda ho kar jee nahin saktein.mai jee bhi loonga per wo ladki nahin jee sakti wo mere saamne bahut roti hai hum dono kya karein plz help me. /
:
A. chak de............utha laaaaaaaaaaa kudi ko bad mai mai dhek lu ga.sab ko ................shadi ma karva du ga........tu fiker mat kar ......mard......
more
http://qna.rediff.com/questions-and-answers/meri-girl-friend-ki-march2008-mein-shaadi-hone-wali-hai-mai-//answers/4057610