Q. Ham ne wafaaon ka silaa ye aaj paayaa haiGahraa zakhm dil pe zafaa ka un ki khaya hai\un kii mohabbat se huaa dil ek din aabaadKarmon ka un ke aaj mere dil pe saayaa hai\Dil tuutne par kyon na aaye gam bharii aawaazAalam-e-bebasii mein dard-e-dil sunaayaa hai\Kyaa kiijiye aise mein bhalaa yaad ko un kiiIs khaam-khan sawaal ne aksar rulaayaa hai\Jiiye ki ya mar jaaye ham aise mein kyaa kareYe khyaal Tanha baarhaa is dil me aayaa hai.
Rakesh Sharma:
A. Kitni akeli thi woh rahen hum jinpeAb tak akele chalte rahenTujhse bichhad ke bhi o bekhabarTere hi gham mein jalte rahenTune kiya jo shiwaHum woh......
more
http://qna.rediff.com/questions-and-answers/ham-ne-wafaaon-ka-silaa-ye-aaj-paayaa-haigahraa-zakhm-dil-pe/16306899/answers/10692859