Q. Jab dil ye zid pe aa gaya,Main aankh moond ke baith gaya,Tu khayaal pe phir chaa gayiYe dhadkan kahin ruk jaaye naa,Meri nabz Thehr naa jaaye kahin,Tune Waqt kiya mera lamha lamha,Magar maut ko aasaan bana gayiMeri har daleel ko kiya ansuni,Meri fariyaad bhi to suni nahin,Main Hairaan hu, haa Kuch Pareshaan hu,Aisa Faislaa tu mujhe suna gayiMujhe chaand ki kabhi talab na thi,Mujhe suraj ki bhi fikar nahi,Bas aankh kholna hi chahte the ham,Magar Tu roshni hi bujha gayiBeshak bhoolna tujhe chaha bahut,Hans kar kabhi, ro kar kabhi,De kar ye aansuon ki saugaat muj
Sahit :
A. aaj shayari karne ka bahut mood he lagtha he aapko
more
http://qna.rediff.com/questions-and-answers/jab-dil-ye-zid-pe-aa-gayamain-aankh-moond-ke-baith-gayatu-kh/7569472/answers/6370852