Q. dr. chaddaa golf khelne jaa rahaa thaa tabhee ek budaa aayaa uskaa betaa bahut beemaar thaa usne kahaan use dekh le dr. chaddaa ne khaan abhee main jaldee main hoon kal aanaa vah chaalaa gayaa kal tak uskaa betaa mar gayaa dr. chaddaa kaa bhee ek betaa huaa uskaa naam kailaash rakhaa gayaa aaj uskee 22 vaa birth day thaa ghar main khoob dhoom dhaam thee kailaash ko saanp paalne kaa shauk thaa vah apne doston ko saanp dikhaa rahaa thaa kee tabhee ek saanp ne use dass liyaa kailaash behoush hokar gir padaa yeh kahaanee kiskee hain aage kyaa huaa,
Meenakshi:
A. ye kahani munshi prem chand ki hai naam hai MANTRA sabhi doctoro ne declare kar diya ki kailash mar chuka hai ghar mein maatam macha hua tha, budhe......
more
http://qna.rediff.com/questions-and-answers/dr.-chaddaa-golf-khelne-jaa-rahaa-thaa-tabhee-ek-budaa-aayaa/19679859/answers/19572775